Allama Iqbal Shayari
![]() "Anokhi Waza Hai Sare Zamane Se Nirale Hain; Ye Aashiq Kaun Si Basti Ke Ya Rab Rehne Wale Hain!"...
|
|
![]() "Bura Samjhu Unhein Mujhse To Aisa Ho Nahi Sakta; Ki Main Khud Bhi To Hoon Iqbal Apne Nukta-Cheeno Mein!"...
|
|
![]() "Dekh Kaisi Qayamat Si Barpa Hui Hai Aashiyanon Pay Iqbal; Jo Lahoo Se Tameer Huye Thay, Paani Se Bah Gaye!"...
|
|
![]() "Dekh Kaisi Qayamat Si Barpa Hui Hai Aashiyanon Pe Iqbal; Jo Lahoo Se Tameer Hue The, Paani Se Bah Gaye!"...
|
|
![]() "Dil Se Jo Baat Nikalti Hai Asar Rakhti Hai; Par Nahin Taqat-e-Parvaz Magar Rakhti Hai!"...
|
|
![]() "Ishq Qaatil Say Bhi, Maqtool Say Hamdardi Bhi; Yeh Bata Kiss Say Mohabbat Ki Jaza Mangay Ga; Sajda Khaaliq Ko Bhi, Iblees Say Yarana Bhi; Hashr Mein Kis Say Aqeedat Ka Sila Mangay Ga!"...
|
|
![]() "Ishq Qaatil Se Bhi, Maqtool Se Hamdardi Bhi; Yeh Btaa Kis Se Mohabbat Ki Jaza Mange Ga!"...
|
|
![]() "Jin Ke Angan Mein Ameeri Ka Shajar Lagta Hai; Un Ka Har Aaib Bhi Zamaane Ko Hunar Lagta Hai!"...
|
|
![]() "Jin Ke Angan Mein Ameeri Ka Shajar Lagta Hai; Unn Ka Her Aaib Bhi Zamane Ko Hunar Lagta Hai!"...
|
|
![]() "Kaha Talash Karoge Tum Mujh Jaisa Koi; Jo Tumhare Sitam Bhi Sahe; Aur Tum Se Mohabbat Bhi Kare!"...
|
Other Categories